Song Name - Yeh Gham Ka Fasana Hai
Album / Movie - Aabroo
Star Cast - Chanda, Yakub, Jagdish
Singer - Sitara Devi
Music Director - Govind Ram
Lyrics by - Rajjan
Music Label- Saregama
"Yeh Gham Ka Fasana Hai"
Yeh gham ka fasana hai
Yeh gham ka fasana hai
Koi bhi nahi sunta
Bedard zamana hai
Har dard ko sahte hai
Har dard ko sahte hai
Har dard ko sahte hai
Har dard ko sahte hai
Fariyad nahi karte
Khamosh hi rahte hai
Kyu ashq na barsau
Kyu ashq na barsau
Kyu ashq na barsau
Har sint andhera hai
Jau to kidhar jau.
No comments:
Post a Comment