Pages

Tuesday, October 10, 2023

O Meri Patli Kamar Lyrics

Song Name : O Meri Patli Kamar

Album / Movie : Aag Se Khelenge 1989

Star Cast : Jeetendra, Anil Kapoor, Meenakshi Sheshadri, Kimi Katkar, Shakti Kapoor, Amrish Puri

Singer : Asha Bhosle, Mohammed Aziz

Music Director : Rahul Dev Burman

Lyrics by : Anand Bakshi

Music Label : Universal Music



Oh meri patli kamar meri bali umar

Oh meri patli kamar meri bali umar

Mujhko hai pata tu chedega

Ye juth bada main hoon door khada

Mai kaise bala chedunga


Oh meri patli kamar meri bali umar

Oh meri patli kamar meri bali umar

Mujhko hai pata tu chedega

Ye juth bada main hoon door khada

Mai kaise bala chedunga

Oh meri patli kamar oh meri bali umar


Mujhko to daftar jaana hai

Daftar se tu chhutti le lega

Mujhko to daftar jaana hai

Daftar se tu chhutti le lega

Kya karunga chhutti lekar mai

Tu aankh micholi khelega


Teri mujhpe nazar mujhko hai khabar

Teri mujhpe nazar mujhko hai khabar

Mujhko hai pata tu chedega

Oh meri patli kamar meri bali umar

Mujhko hai pata tu chedega

Ye jhooth bada main hoon door khada

Mai kaise bala chedunga

Oh meri patli kamar oh meri bali umar


Mere ghar mein meri biwi hai

Woh mayake jaane wali hai

Mere ghar mein meri biwi hai

Woh mayake jaane wali hai

Woh saath dino mein aayegi

Par sath dino tak khali hai

Le jayega ghar mujhe bhagakar

Le jayega ghar mujhe bhagakar


Oh meri patli kamar meri bali umar

Mujhko hai pata tu chedega

Ye juth bada main hoon door khada

Main kaise bala chedunga

Oh meri patli kamar oh meri bali umar.

No comments:

Post a Comment