Pages

Thursday, August 24, 2023

Jaan Se Badhkar Jaanam Lyrics

Song Name : Jaan Se Badhkar Jaanam

Album / Movie : Aadmi 1993

Star Cast : Mithun Chakraborty, Gauthami, Harish, Ajit

Singer : Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit

Music Label : Venus



Jaan se badhkar jaanam

Tujhko pyaar karte hain

Jaan se badhkar jaanam

Tujhko pyaar karte hain

Deewaana dil kehata hai

Tujh bin ji nahi sakate hai

Jaan se badhkar jaanam

Tujhko pyaar karte hain

Deewaana dil kehata hai

Tujh bin ji nahi sakate hai

Ho ji nahi sakate hain


Pehali nazar mein dil mein samaaye ho

Pyaar banake aaye ho meri zindagi mein

Tum jo mile ho sab kuchh mila hai

Kitna hasi pyaar ka silsila hai,

Yeh silsila hai

Jaan se badhkar jaanam

Tujhko pyaar karte hain

Deewaana dil kehta hai

Tujh bin ji nahi sakate hai

Ho ji nahi sakate hain


Bekaraari had se badhati jaaye,

Tu hi tu mujhko nazar aaye

Pyaar mein aksar aisa hota hai,

Kabhi dil hase kabhi rota hai

Deewane sabhi humko kehate hai

Jaan se badhkar jaanam

Tujhko pyaar karte hain

Deewaana dil kehta hai

Tujh bin ji nahi sakate hai

Haan ji nahi sakate hain


Pyaar se teri maang saja du,

Tujhko apani dulhan banalu

Maangi hai maine rab se duwaye,

Kabhi kam na hongi apani wafaaye

Apani wafaaye

Jaan se badhkar jaanam

Tujhko pyaar karte hain

Deewaana dil kehta hai

Tujh bin ji nahi sakate hai

Jaan se badhkar jaanam

Tujhko pyaar karte hain

Deewaana dil kehta hai

Tujh bin ji nahi sakate hai

Ho ji nahi sakate hain

Haan ji nahi sakate hain

Ho ji nahi sakate hain.

No comments:

Post a Comment