Lo jawaani ka zamaanaa aa gaya
Lo jawaani ka zamaanaa aa gaya
Zindagi ko muskuraanaa aa gaya
Lo jawaani ka zamaanaa aa gaya
Lo jawaani ka zamaanaa aa gaya
Song Name : Lo Jawaani Ka Zamaanaa
Album / Movie : Aadhi Raat
Star Cast : Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Singer : Meena Kapoor
Music Director : Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyrics by : Sarshar Sailani
Music Label : Saregama
Aarzuon ki sawaari aa gayi
Aarzuon ki sawaari aa gayi
Ab nazar milne ki baari aa gayi
Ab nazar milne ki baari aa gayi
Is nazar se
Is nazar se dil churana aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamana aa gaya
Zindagi ko muskurana aa gaya
Lo jawaani ka zamana aa gaya
Lo jawaani ka zamana aa gaya
Aankh ke dorey gulaabi ho gaye
Aankh ke dorey gulaabi ho gaye
Dekhne waale sharaabi ho gaye
Dekhne waale sharaabi ho gaye
Har qadam par
Har qadam par ladkhadaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamana aa gaya
Lo jawaani ka zamana aa gaya
Zindagi ko muskurana aa gaya
Lo jawaani ka zamana aa gaya
Lo jawaani ka zamana aa gaya
Yoon jawaani ka fansaa deta hai dil
Yoon jawaani ka fansaa deta hai dil
Chupke chupke chutkiyaan leta hai dil
Chupke chupke chutkiyaan leta hai dil
Khud phanse aankhen
Khud mite aankhen
Ladanaa aa gaya
Lo jawaani ka zamaanaa aa gaya
Lo jawaani ka zamana aa gaya.
No comments:
Post a Comment