Pages

Thursday, August 24, 2023

Pehle Bharat Mein Lyrics

Song Name : Pehle Bharat Mein

Album / Movie : Aadmi Aur Apsara

Star Cast : Chiranjeevi, Sridevi, Amrish Puri, Rami Reddy

Singer : Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy

Music Director : Ilaiyaraaja



Pehle bharat mein

Korwo pandavo ka raj tha

Ek rajsingh hi kondwana

Durg ka sartaj tha

Pehle bharat mein

Korwo pandavo ka raj tha

Ek rajsingh hi kondwana

Durg ka sartaj tha

Us raja ki gatha ye raju bole

Aau maja raju

Aape re raju mera naam raju

My name is raju


Vijayi ho ke vapas aa gaya

Dwaja ka magan ho gaya

Durg pe raj is tarha kiya

Dharti par swarg la diya

Dwar khadi navalnar

Saj savar ke

Aaha aarti ke bhakt

Bhare phool war ke

Singhasan par lage

Krishan murti hain

Sewa se jan jan

Mein chhayi kirti hain

Ho raja bhai bhi par

Tu hi hain hamara raja

Rakhwali yahi chahi

Kila koi na humne chaha

Raja di raja baje re baja

Mera naam raju my name is raju


Karke koshan kalam ka

Khud kavita ko janam de diya

Shilpkala ko naresh ne

Phir jala diya sare desh mein

Taal ko banake akal ko hataya

Sara desh annpurna sa banaya

Jati dharam majhab ka rog mitaya

Aaha ram raj ka mahan gorav laya

Chahat se jo tu dekhe

Kya zaroorat hain rishton ki

Mere jaise insa ho

Kya zaroorat fariston ki

Raja di raja baje re baja

Aau maja raju mera naam raju

Pehle bharat mein

Korwo pandavo ka raj tha

Ek rajsingh hi kondwana

Durg ka sartaj tha

Us raja ki gatha ye raju bole

Aau maja raju

Aape re raju mera naam

Raju my name is raju

Mera naam raju.

No comments:

Post a Comment