Pages

Saturday, August 19, 2023

Phir Mohabbat Lyrics

Song: Phir Mohabbat

Album: Murder 2 (2011)

Singer: Arijit Singh, Saim, Mohammad Irfan

Lyrics: Sayeed Quadri

Music: Mithoon

Starring: Emraan Hashmi, Jacqueline Fernandez..

Label: T-Series



Jab jab tere paas main aaya

Ik sukoon mila

Jise main tha bhoolta aaya

Woh wajood mila


Jab aaye mausam gham ke

Tujhe yaad kiya

Ho jab sehme tanhapan se

Tujhe yaad kiya


Dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu


Dil yahin ruk ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Aisa kyun kar hua

Jaanu na main jaanu na

Ho dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil yahin ruk ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu


Jis raah pe hai ghar tera

Aksar wahan se

Haan main hoon guzra

Shayad yahi dil mein raha


Tu mujhko mil jaaye kya pata

Kya hai yeh silsila

Jaanu na main jaanu na


Dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil yahin ruk ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu


Kuchh bhi nahin jab darmiyan

Phir kyun hai dil tere hi khwab bunta

Chaha ki dein tujhko bhula

Par yeh bhi mumkin ho na saka

Kya hai yeh mamla

Jaanu na main jaanu na


Dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil yahin ruk ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

Dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu

No comments:

Post a Comment