Pages

Sunday, August 20, 2023

Sawali Si Raat Lyrics (Barfi)

 Saawali si raat ho

Khamoshi ka sath ho

Hmm saawali si raat ho

Khamoshi ka sath ho


Bin kahe bin sune

Baat ho teri meri

Neend jab ho lapata

Udasiyan zara hata

Khwaabon ki razai me

Raat ho teri meri


Jhilmil taron si aankhein teri

Khaare khaare pani ki jheelein bhare

Hardam yunhi tu hansti rahe

Har pal hai dil me khwahishein

Khamoshi ki loriyan sun toh raat so gayi



Bin kahe bin sune

Baat ho teri meri

Saawali si raat ho

Khamoshi ka sath ho

Bin kahe bin sune

Baat ho teri meri


Barfi ke tukde sa

Chanda dekho aadha hai

Dheere dheere chakhna zara

Ha hansne rulane ka

Aadha pauna vaada hai

Kankhi se takna zara


Yeh jo lamhe hai

Lamhon ki behti nadi me

Haan bheeg loon

Haan bheeg loon


Yeh jo aankhen hai

Aankhon ki gumsum zubaan ko

Main seekh loon

Haan seekh loon


Aankahi si guftagu

Ansuni si justajoo

Bin kahe bin sune

Apni baat ho gayi



Saawali si raat ho

Khamoshi ka sath ho

Bin kahe bin sune

Baat ho tеri meri

No comments:

Post a Comment