Song Name : O Nile Parbaton Ki Dhaaraa
Album / Movie : Aadmi Aur Insaan 1969
Star Cast : Dharmendra, Saira Banu, Feroze Khan
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Music Director : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyrics by : Sahir Ludhianvi
Music Label : Saregama
O neele parbato ki dhaara
Aayi dhundhane kinaraa badi dur se
Sab ko sahara chaahiye
Koi hamara chahiye
O nile parbaton ki dhara
Aayi dhundhne kinara badi dur se
Sab ko sahara chahiye
Koi hamara chahiye
Phul me jaise phul ki khushaboo
Dil me hai yun tera basera
Dharati se ambar tak phailaa
Chahat ki baaho kaa ghera
O neele parbaton ki dhara
Aayi dhundhne kinara badi dur se
Sab ko sahaaraa chahiye
Koi hamara chahiye
Suraj pichhe ghume dharati
Saanjh ke pichhe ghume saveraa
Jis naate ne in ko bandha
Vo naata hai teraa mera
O neele parbaton ki dhara
Aayi dhundhne kinara badi dur se
Sab ko sahara chahiye
Koi hamara chahiye
O neele parbaton ki dhara.
No comments:
Post a Comment