Pages

Wednesday, September 20, 2023

Zinda Hoon Is Tarah Lyrics

Song Name : Zinda Hoon Is Tarah

Album / Movie : Aag 1948

Star Cast : Raj Kapoor. Nargis.Premnath

Singer : Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Music Director : Ram Ganguly

Lyrics by : Behzad Lucknavi

Music Label : Shamaroo




Zinda hun is tarah ki

Gham e zindagi nahin

Jalataa huaa diya hun

Magar roshani nahin

Zinda hun is tarah ki

Gham e zindagi nahin

Jalata hua diya hun

Magar roshani nahin


Woh muddatein huyi

Hain kisise judaa huyi

Woh muddaten huyi

Hain kisise judaa huye

Lekin ye dil ki aag

Abhi tak bujhi nahin

Zinda hun is tarah ki gham


Aane ko aa chukaa thaa

Kinaaraa bhi samane

Aane ko aa chukaa thaa

Kinaraa bhi samane

Khud us ke paas hi

Meri naiyyaa gai nahin

Zinda hun is tarah ki gham


Honthon ke paas aayi

Hasi kyaa majhaal hai

Honthon ke paas aae

Hasi kyaa majhaal hai

Dil kaa muaamalaa

Hai koi dillagi nahin

Zinda hun is tarah ki gham


Ye chaand ye hawaa ye

Fizaa sab hain maad maast

Ye chaand ye hawaa ye

Fizaa sab hain maad maast

Jab tu nahin to in men

Koi dilakashi nahin

Zinda hun is tarah ki

Gham e zindagi nahin

Jalataa huaa diya hun

Magar roshani nahin

Zinda hun is tarah ki

Gham e zindagi nahin

Jalataa huaa diya hun

Magar roshani nahin

Zinda hun is tarah ki

Gham e zindagi nahin

Jalataa huaa diya hun

Magar roshani nahin.

No comments:

Post a Comment