Pages

Monday, October 9, 2023

Aa Bhi Jao Lyrics

Song Name : Aa Bhi Jao

Album / Movie : Aag Ka Gola (1989)

Star Cast : Sunny Deol, Dimple Kapadia, Archana Puran Singh, Shakti Kapoor, Prem Chopra, Chunky Pandey, Anjana Mumtaz, Shammi Kapoor

Singer : Asha Bhosle, Mohammed Aziz

Music Director : Bappi Lahiri

Lyrics by : Anjaan

Music Label : David Dhawan




Aa aa aa bhi jao na

Na na yun satao na

Are ha tarsao na dil na todo

Aa aa aa bhi jao na

Na na yun satao na

Are ha tarsao na dil na todo


Chhodo chhodo mujhe chhodo na

Todo na ye dil mera todo na

Chhodo chhodo mujhe chhodo na

Todo na ye dil mera todo na

Aa aa aa bhi jao na

Na na yun satao na


Ab humko dar kiska

Are pas aane bhi do

Thar thar thar kape badan

Aise na mujhko chuo

Ab humko dar kiska

Are pas aane bhi do

Thar thar thar kape badan

Aise na mujhko chuo

Aise sharmake muh fero na

Jane do baho mein

Mujhe ghero na

Aa aa aa bhi jao na

Na na yun satao na

Are ha tarsao na dil na todo

Na na na na


Shor na karo ghar mein

Naya mehman hai so raha

Usko abhi pata hai kaha

Ghar mein hai kya ho raha

Shor na karo ghar mein

Naya mehman hain so raha

Usko abhi pata hain kaha

Ghar mein hai kya ho raha

Soyi soyi pyas jagaye kyu

Samne sawar ke tu aaye kyu

Aa aa aa bhi jao na

Na na yun satao na

Are ha tarsao na dil na todo

Ja ja


Ab to mujhe lagti hai

Tu pahle se jyada hasi

Ghadi ghadi yun

Chede mujhe kyu

Aadat ye achi nahi

Ab to mujhe lagti hain

Tu pahle se jyada hasi

Ghadi ghadi yun

Chede mujhe kyun

Aadat ye achi nahi

Rute hain ye dil mil jane ki

Bato nahin main tere aane ki

Aa aa aa bhi jao

Na na na yun satao na

Are ha tarsao na dil na todo

Chhodo chhodo mujhe chhodo na

Todo na ye dil mera todo na

Chhodo chhodo mujhe chhodo na

Todo na ye dil mera todo na

Aa aa aa bhi jao na na na yun satao na

Are aa tarsao na dil na todo na na.

No comments:

Post a Comment