Pages

Tuesday, October 10, 2023

Bas Mein Nahi Hai Jawani Meri Lyrics

Song Name : Bas Mein Nahi Hai Jawani Meri

Album / Movie : Aag Ke Sholay (1988)

Star Cast : Hemant Birje, Gulshan Grover, Vijeta Pandit, Sumeet Saigal

Singer : Alka Yagnik

Music Director : Vijay Batalvi

Music Label : Shemaroo



Bas mein nahi hain jawani

Meri baat samjh o bairi

Bas mein nahi hain jawani

Meri baat samjh o bairi

Kaise tujhe samjhau kyu hain

Mujhe zaroorat teri

Main mar mar jau haye

Kuch kah bhi na pau

Main mar mar jau

Kuch kah bhi na pau


Bas mein nahin hain jawani

Meri baat samjh o bairi

Bas mein nahin hain jawani

Meri baat samjh o bairi

Kaise tujhe samjhau

Kyu hain mujhe zaroorat teri

Main mar mar jau haye

Haye kuch kah bhi na pau

Main mar mar jau

Kuch kah bhi na pau


Dard ye mitha mitha

Mujhe pehli bar hua hai

Dard ye mitha mitha

Mujhe pehli bar huya hai

Mere is dard ki saiya

Bas tere pas dawa hai

Jaldi se meri tu dava kar de

Khali meri jholi hain tu bhar de

Main mar mar jau ha ha

Kuch kah bhi na pau

Main mar mar jau

Kuch kah bhi na pau


Tere bhi andar koi

Tufan to uthata hoga

Tere bhi andar koi

Tufan to uthata hoga

Tere bhi tan mein saiya

Shola sa bhadkta hoga

Tujhko ye dar hai

Main ha na kahungi

Aazmake dekh

Aaj na na kahungi

Main mar mar jau

Kuch kah bhi na pau

Main mar mar jau

Kuch kah bhi na pau


Bas mein nahi hai jawani

Meri baat samjh o bairi

Bas mein nahi hai jawani

Meri baat samjh o bairi

Kaise tujhe samjhau

Kyu hai mujhe zaroorat teri

Main mar mar jau ha

Kuch kah bhi na pau

Main mar mar jau

Kuch kah bhi na pau.

No comments:

Post a Comment