Pages

Monday, October 9, 2023

Ek Dil Hazar Gham Lyrics

Song Name : Ek Dil Hazar Gham

Album / Movie : Aag Ka Dariya

Star Cast : Karan Dewan, Meena Shorey, Prithviraj Kapoor, Shammi, Manju, Cesil, Johny Walker, Uma Dutt

Singer : Talat Mahmood

Music Director : Vinod

Lyrics by : Hasrat Jaipuri

Music Label : Saregama



Ek dil hazar gham

Ek dil hazar gham

Kaise ji sakenge hum

Kaise ji sakenge hum

Ek dil hazar gham…


Zindagi bichhad gaye

Har khushi ujaad gaye

Zindagi bichhad gaye

Har khushi ujaad gaye

Aankh ho chali hai naam

Kaise ji sakhenge hum

Ek dil hazar gham

Kaise ji sakhenge hum

Kaise ji sakhenge hum

Ek dil hazar gham


Aasman badal gaya

Zameen ka teer chal gaya

Aasman badal gaya

Zameen ka teer chal gaya

Dans rahe hai har sitam har sitam

Dans rahe hai har sitam

Kaise ji sakhenge hum

Kaise ji sakhenge hum

Ek dil hazar gham

Kaise ji sakhenge hum

Kaise ji sakhenge hum

Ek dil hazar gham

Ek dil hazar gham

Ek dil hazar gham.

No comments:

Post a Comment