Song Name : Kuch Yaad Hai
Album / Movie : Aag Ka Dariya
Star Cast : Karan Dewan, Meena Shorey, Prithviraj Kapoor, Shammi, Manju, Cesil, Johny Walker, Uma Dutt
Singer : Anuradha Paudwal
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyrics by : Rajendra Krishan
Music Label : Saregama
Kuch yaad hai chota sa sansar hamara tha
Ma bap ki aankho ka bas ek hi tara tha

Sony jise kahte the wo sony tumhi to ho
Tum aas ho jivan ki tum khoon ka bandhan ho
Bigadi huyi kisamat ko aji tumne banaya hai
Ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai
Rishta ye mohabbat ka hum sab ko nibhana hai

Ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai.
No comments:
Post a Comment