Pages

Sunday, November 19, 2023

Maan meri Jaan Song lyrics

 Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai,

tujhe khush main rakhunga soneya.

Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai,

sari baatein main sununga soneya.

tere dil se na, kabhi khelunga

sare raaz apne, tujhko de dunga

Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya

mera lagda na jiya tere bager..

Tu maan meri jaan

main tujhe jaane na dunga

main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga.

Tu maan meri jaan

main tujhe jaane na dunga

main tujhko apni aankho mein basake rakhunga.

Tu maan meri jaan



(Verse2)


Main saya banke saath tere rehna 24 ghantey

Main rehna 24 ghantey

(Tere bina dil lagda nai)

Main aankhon se churalu jana tere jo bhi ghum the

Haye Tere jo bhi ghum the...

meri baahon me aake tu jaye nahi

esi rab se main maangu dua...


tere dil se na,kabhi khelunga

sare raaz apne,tujhko de dunga

Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya

mera lagda na jiya tere bager..


Tu maan meri jaan

main tujhe jaane na dunga

main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga.

Tu maan meri jaan

main tujhe jaane na dunga

main tujhko apni aankho mein basake rakhunga.

Tu maan meri jaan