Song Name : Aa Ja Re Sajan
Album / Movie : Aag Hi Aag 1987
Star Cast : Dharmendra, Shatrughan Sinha, Moushumi Chatterjee, Chunky Pandey, Neelam
Singer : Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Music Director : Bappi Lahiri
Lyrics by : Anjaan
Music Label : Venus
Aaja re sajan aaja re sajan
Aaja re aa sajan sajan
Sajan aaja re sajan aaja re
Wada kiya hain pyar mein
Kabhi hum zuda na honge
Sajan aaja re sajan aaja re
Wada kiya hain pyar mein
Kabhi hum zuda na honge
Sajan aaja re sajan aaja re
Pyar kiya to pyar mein
Ab kuch bhi anzam ho
Par jeete ji pyar ka naam
Na yun badnaam ho
Chhute jaha ruthe khuda
Chute kasam na pyar ki
Pyar ke dushman dekh
Le pyar ki ye deewangi
Wada wada wada
Kiya hain pyar mein
Kabhi hum zuda na honge
Sajan aaja re sajan aaja re
Duniya ki parwah kya
Hum hain mile taqdeer se
Pyar ko bandhega kya
Koi zulmo ki zanzeer se
Sare bandhan tod
De deewane dil pyar ke
Jeene se kya fayda
Pyar ki bazi har ke
Wada wada wada
Kiya hain pyar mein
Kabhi hum zuda na hong
Sajan aaja re sajan aaja re
Ye jaa rahe ya na rahe
Hum door honge nahin
Ho ye jaha ya wo jaha
Tu hain jaha main wahi
Ye jaa rahe ya na rahe
Hum door honge nahin
Ho ye jaha ya wo jaha
Tu hain jahan main wahi
Wada wada wada
Kiya hain pyar mein
Kabhi hum zuda na honge
Sajan aaja re sajan aaja re
Wada kiya hain pyar mein
Kabhi hum zuda na honge.
No comments:
Post a Comment